Sai Baba ko Kakad Aarti mein Kaise Bhoj Lagayein
Published on May 07, 2026 | By Mandir Sewadar
Kakad aarti subah 6:15 baje hoti hai. Is samay Baba ko makkhan, mishri aur garam doodh ka bhog lagaya jata hai. Yeh aarti Baba ko nindra se jagane ke liye prem bhav se ki jaati hai, isme shamil hone se din ki shuruat behad subh hoti hai.
Advertisement
[Google Ad Banner - Middle]