Sai Baba ke Chamatkar aur Bhakton ke Sachche Anubhav
Published on May 28, 2026 | By Mandir Sewadar
Sai Baba ke chamatkar kisi se chhupe nahi hain. Shirdi se lekar Bisalpur tak, lakhon aise bhakt hain jinhone Baba ki kripa ka sakshat anubhav kiya hai. Baba kehte hain ki jo mujhe jis bhaav se bhajta hai, main use usi roop mein milta hoon. Kisi ke liye bimari se mukti toh kisi ke liye dukh ke samay sahi raah dikhana, Baba har roop mein apne bhakton ke saath khade rehte hain.
Bisalpur mandir mein bhi nitya aane wale bhakt batate hain ki jab bhi wo niraash hokar Baba ke samne baithte hain, unhe ek adbhut sukoon milta hai aur unki samasyaon ka samadhan apne aap nikal jata hai. Sai ki udi (vibhuti) mein woh shakti hai jo har dukh aur rog ko door kar sakta hai.

Advertisement
[Google Ad Banner - Middle]