Sai Baba ke Bhajan aur Kirtan ka Mansik Shanti par Asar
Published on May 21, 2026 | By Mandir Admin
Aaj ki bhaag-daud bhari zindagi mein har insaan mansik shanti ki talash mein hai. Sai Baba kehte then ki keval mera naam lene se hi tumhare dukh adhe ho jayenge. Bhajan aur kirtan humare dimaag ko shant karte hain aur andar ek naye utsah ka sanchar karte hain.
Bisalpur mandir mein jabh sandhya aarti ke baad sabhi bhakt ek saath milkar 'Sai Ram Sai Shyam' ka jaap karte hain, toh vatavaran mein ek adbhut sakaratmakta paida hoti hai. Yeh sangeetmayi bhakti tan aur mann dono ko nirog banati hai.

Advertisement
[Google Ad Banner - Middle]