Guruvar Vrat ki Vidhi aur Sai Baba ki Kripa
Published on May 22, 2026 | By Mandir Sewadar
Sai Baba ke 9 Guruvar ka vrat bhakton mein behad lokpriya hai. Yeh vrat behad saral hai aur ise koi bhi rakh sakta hai. Is vrat ki shuruat kisi bhi guruvar se ki ja sakti hai. Dinbhar falahar karke ya ek samay bhojan karke Baba ka dhyan kiya jata hai.
Vrat ke dauran Sai Chalisa aur Sai Baba ke katha ka paath karna subh mana jata hai. 9ve guruvar ko vrat ka udyapan karke gareebon mein bhojan aur vrat ki pustakein baanti jati hain. Sanchay mann se kiya gaya yeh vrat har bigde kaam ko bana deta hai.

Advertisement
[Google Ad Banner - Middle]